kabir rules big time
God, is perhaps the least understood and at the same time, the most exploited concept in recorded history. came across this beautiful verse which cuts through the confusion, and calls it for what it really is. n'joy
Moko kahan dhundhere bande
Mein toh tere paas mein
Na teerath mein, na moorat mein
Na ekant niwas mein
Na mandir mein, na masjid mein
Na kabe kailas mein
Mein toh tere paas mein bande
Mein toh tere paas mein
Na mein jap mein, na mein tap mein
Na mein barat upaas mein
Na mein kiriya karam mein rehta
Nahin jog sanyas mein
Nahin pran mein nahin pind mein
Na brahmand akas mein
Na mein prakuti prawar gufa mein
Nahin swasan ki swans mein
Khoji hoye turat mil jaoon
Ik pal ki talas mein
Kahet Kabir Suno Bhai Sadho
Mein Toh Hoon Viswas Mein
Moko kahan dhundhere bande
Mein toh tere paas mein
Na teerath mein, na moorat mein
Na ekant niwas mein
Na mandir mein, na masjid mein
Na kabe kailas mein
Mein toh tere paas mein bande
Mein toh tere paas mein
Na mein jap mein, na mein tap mein
Na mein barat upaas mein
Na mein kiriya karam mein rehta
Nahin jog sanyas mein
Nahin pran mein nahin pind mein
Na brahmand akas mein
Na mein prakuti prawar gufa mein
Nahin swasan ki swans mein
Khoji hoye turat mil jaoon
Ik pal ki talas mein
Kahet Kabir Suno Bhai Sadho
Mein Toh Hoon Viswas Mein
Labels: musings
4 Comments:
Spot On !
Yes, it is ultimately about "faith".
Also good to see a post earlier than usual.
well mr. kabir did all the hard work a few centuries back. doesn't take much to copy-paste :P
tujha tuchi deva, tujha tuchi bhaava
Yes... the simplicity and the depth of the verses is amazing...
Ashish
http://ashishcogitations.blogspot.com/
Post a Comment
<< Home